Posts

Showing posts from February, 2022

Parizaad theme song English Translation

  Husan Ke Jazeeron Mein Roop Ke Kinaron Par Reshmi Andhere Hain Surmaee Ujaale Hain In the chains of beauty at the edges of form Silk threads of darkness and Cold lights are visible   Ik Naaz Afreen Dil Par Qabza Jamaye Bethi Hai Jiski Jheel Aankhon Mein Do Neel Gun Se Piyale Hain One proud beloved has Occupied my heart Her deep eyes shining like blues cups   Na Poch Parizaadon Se Yeh Hijar Kese Jhela Hai Yeh Tann Badan Toh Chalni Hai Aur Rooh Par Bhi Chhaale Hain Do not ask parizaadas, how this Separation we bore This body and flesh is torn apart, this soul is bruised too!   Kaise Jaan Pao Gay Ishq Mein Kya Guzri Hai Kitne Zakham Khaye Hain Kitne Dard Paale Hain How would you know, what befall us in love? How many pains and sufferings we bore.   Khwahishon Ke Jungle Mein Hasraton Ke Bistar Par Jism Toh Gulabi Hain   Aur Dil Se Kaale Hain In the forest of wishes, on the bed of desires The body is fresh and hearts are pale!   Main R

Aaye kuch abr kuch sharaab aaye By Faiz Ahmad Faiz English Translation

  Aaye kuch abr kuch sharaab aaye Uske baad aaye jo azaab aaye Let some respite, some drink may come! Then after Whatever calamity may come! Baam-e-Minaa se maahtaab utare Dast-e-saaqi mein aaftaab aaye Moon descends from bottle top Let sun,from hands of saqi come! Har rag-e-khoon mein phir charaagaan ho Saamne phir woh benaqaab aaye My every vein will luminously flow Unveiled beloved once may come! Umr ke har waraq pe dil ko nazar Teri mehr-o-wafaa ke baab aaye On every page of life, my heart saw Letters written of your fidelity did come ! Kar rahaa tha gham-e-jahaan ka hisaab Aaj tum yaad behisaab aaye I was reckoning torments of this world Your countless memories did come! Na gayee tere gham ki sardaari Dil mein yunh roz inqalaab aaye Supremacy of your grief hasn’t gone yet New rebellion in heart, each day may come! Jal uthe bazm-e-ghair ke dar-o-baam Jab bhi hum khaanaman kharaab aaye every wall and roof of my rival shall burn Whenever