Posts

kabi Arsh par, kabi farsh par

  Kabhi Ruk gaye! Kabhi Chal diye! Kabhi Chalty Chalty Bhatak gaye, Sometimes I stopped, sometimes I moved Sometimes I lost track of my way   Yunhi Umar Saari Guzaar di, Yunhi Zindagi kay Sitam Sahy... This way I spent my share of life And bore all miseries of life   Kabhi Neend main, Kabhi Hosh main, tu Jahan Mila, Tujhay Dekh kar... sometimes in sleep, sometimes while awake wherever you met, after seeing you   Na Nazar Mili, Na Zuban Hili, Yunhi Sir Jhukka kay Guzar Gaye... Neither our eyes met nor we spoke This way we met and walked away     Kabhi Zulf par, Kabhi Chasham Par, Kabhi Tere haseen Wajood par, Sometimes on your hair locks, sometimes on your eyes Sometimes at your beautiful existence   Jo Pasand thy Meri Zaat main, 'Wo Shair Saary Bikhar Gaye... All that was dear to my soul Those verse have been lost   Mujhay yaad hai Kabhi Ek thy Hum, Magar Aaj hum hain Juda Juda... I remember once we were one Now we

Mere hum-nafas, mere hum-navaa, mujhe dost banake dagaa na de

  Mere hum-nafas, mere hum-navaa, mujhe dost banake dagaa na de mai hu dard-e-ishq se janN_valab, mujhe zindagii kii duaa na de My beloved, my part of breath and voice, Betray me not by calling me a friend! Your love has taken me to death , do not pray for my life! Mere daaG-e-dil se hai raushnii, usii raushnii se hai zindagii mujhe Dar hai aye mere chaaraagar, ye charaaG tuu hii bujhaa na de yes my heart is burning, this flame keeps me alive I am afraid oh my healer, this flame you may put off   Mujhe ae chho.D de mere haal par, teraa kyaa bharosaa hai chaaraagar ye terii nawaazishe muKhtasar, meraa dard aur ba.Daa na de leave me on my own, I don’t trust you my healer your meager sympathies may increase my sufferings Meraa azm itnaa baland hai ke paraaye sholu kaa Dar nahii mujhe Khauf aatish-e-gul se hai, ye kahii chaman ko jalaa na de I am firm in my resolve,   thus I do not fear my enemies I am afraid of indifference of my beloved will burn my gard

Paar Channa e disse kulli yaar di

  paar chanaan de disse kulli yaar di gha ṛ iya gha ṛ iya aa ve gha ṛ iya Across the river Chenab, is my beloved’s hut Oh pot, oh clay pot, come let’s go   raat haneri nadi ṭ haa ṭ haan maard i a ṛ iye a ṛ iye haan ni a ṛ iye the night is dark and waves are high listen oh girl, don’t be stubborn   kacchi meri mi ṭṭ i kaccha mera naam n i haan main na-kaam ni ho main naakaam ni An unbaked pot I am, destined to melt in river I am not sound enough to carry you across river   kacchiyaan da hunda kaccha anjaam ni eh gal ‘aam ni kacchiyaan te rakkhiye na umeed paar di a ṛ iye a ṛ iye haan ni a ṛ iye unsound things will meet same fate, is a truth known to all oh stubborn girl do not rely on unsound things to help you reach across.   wekh chhallaan paindiyaan nah chha ḍḍ een di l ve ajj maheenwaal noon main jaana mil ve haan aiho dil ve the waves are high, but do   not loose heart tonight I must go to meet Mahiwal   yaar noon milegi ajj laash yaar

Koi Faryad Ghazal English Translation

  koi fariyaad tere dil mein dabi ho jaise tune aankhon se koi baat kahi ho jaise As if some plea is concealed in heart As if with your eyes you conveyed some talk!   jaagte jaagte ek umr kaTi ho jaise jaan baaki hai magar saans ruki ho jaise   As if a lifetime was spent being awake As if life remains, while breath is no more! har mulaakat pe mehsoos yehi hota hai mujhse kuchh teri nazar poochh rahi ho jaise Every time we meet, I get this feeling As if your eyes are asking me something! raah chalte hue aksar yeh Gumaan hota hai wo nazar chhup ke mujhe dekh rahi ho jaise Often while walking down the road, I feel As if your eyes are secretly watching me! ek lamhe mein simaT aaya hai sadiyon ka safar zindagi tez, bahut tez, chali ho jaise A long journey has shrinked in one moment As if life has moved fast, very fast! is tarah pehron tujhe sochta rehta hoon main meri har saans tere naam likhi ho jaise Each part of day I keep thinking about you

Parizaad theme song English Translation

  Husan Ke Jazeeron Mein Roop Ke Kinaron Par Reshmi Andhere Hain Surmaee Ujaale Hain In the chains of beauty at the edges of form Silk threads of darkness and Cold lights are visible   Ik Naaz Afreen Dil Par Qabza Jamaye Bethi Hai Jiski Jheel Aankhon Mein Do Neel Gun Se Piyale Hain One proud beloved has Occupied my heart Her deep eyes shining like blues cups   Na Poch Parizaadon Se Yeh Hijar Kese Jhela Hai Yeh Tann Badan Toh Chalni Hai Aur Rooh Par Bhi Chhaale Hain Do not ask parizaadas, how this Separation we bore This body and flesh is torn apart, this soul is bruised too!   Kaise Jaan Pao Gay Ishq Mein Kya Guzri Hai Kitne Zakham Khaye Hain Kitne Dard Paale Hain How would you know, what befall us in love? How many pains and sufferings we bore.   Khwahishon Ke Jungle Mein Hasraton Ke Bistar Par Jism Toh Gulabi Hain   Aur Dil Se Kaale Hain In the forest of wishes, on the bed of desires The body is fresh and hearts are pale!   Main R

Aaye kuch abr kuch sharaab aaye By Faiz Ahmad Faiz English Translation

  Aaye kuch abr kuch sharaab aaye Uske baad aaye jo azaab aaye Let some respite, some drink may come! Then after Whatever calamity may come! Baam-e-Minaa se maahtaab utare Dast-e-saaqi mein aaftaab aaye Moon descends from bottle top Let sun,from hands of saqi come! Har rag-e-khoon mein phir charaagaan ho Saamne phir woh benaqaab aaye My every vein will luminously flow Unveiled beloved once may come! Umr ke har waraq pe dil ko nazar Teri mehr-o-wafaa ke baab aaye On every page of life, my heart saw Letters written of your fidelity did come ! Kar rahaa tha gham-e-jahaan ka hisaab Aaj tum yaad behisaab aaye I was reckoning torments of this world Your countless memories did come! Na gayee tere gham ki sardaari Dil mein yunh roz inqalaab aaye Supremacy of your grief hasn’t gone yet New rebellion in heart, each day may come! Jal uthe bazm-e-ghair ke dar-o-baam Jab bhi hum khaanaman kharaab aaye every wall and roof of my rival shall burn Whenever

Dono jahaan teri muhabbat main haar ke By Faiz Ahmad Faiz English Translation

  Dono jahaan teri muhabbat main haar ke Voh jaa rahaa hai koi shab-e-gam guzaar ke Having lost both the worlds in your love He is leaving after long night of grief   Veeran hai maykada, khum-o-saagar udaas hai Tum kyaa gaye ke rooth gaye din bahaar ke Kiosk is barren, every vessel is distressed Each day of spring is gone with you   Ek fursat-e-gunaah mili, woh bhi chaar din Dekhe hain hum ne hausle parwardigaar ke A short life of few moments we got I have seen his (God’s) generosity!   Duniya ne teri yaad se begaana kar diyaa Tujshe bhi dil-fareb hai, gam rozgaar ke Worldly affairs took me far from your remembrance Pangs of livelihood made this heart forget you   Bhoole se muskara to diye the voh aaj “faiz” Mat poocho valvale dil-e-nakardaa kaar ke By chance he smiled today oh Faiz! Don’t ask me of tumult it sent in my heart!