Parizaad theme song English Translation
Husan Ke Jazeeron Mein Roop
Ke Kinaron Par
Reshmi Andhere Hain Surmaee Ujaale Hain
In the chains of beauty at the
edges of form
Silk threads of darkness and Cold
lights are visible
Ik Naaz Afreen Dil Par Qabza
Jamaye Bethi Hai
Jiski Jheel Aankhon Mein Do Neel Gun Se Piyale Hain
One proud beloved has Occupied my
heart
Her deep eyes shining like blues
cups
Na Poch Parizaadon Se Yeh
Hijar Kese Jhela Hai
Yeh Tann Badan Toh Chalni Hai Aur Rooh Par Bhi Chhaale Hain
Do not ask parizaadas, how this Separation
we bore
This body and flesh is torn apart,
this soul is bruised too!
Kaise Jaan Pao Gay Ishq
Mein Kya Guzri Hai
Kitne Zakham Khaye Hain Kitne Dard Paale Hain
How would you know, what befall
us in love?
How many pains and sufferings we
bore.
Khwahishon Ke Jungle Mein Hasraton Ke Bistar Par
Jism Toh Gulabi Hain Aur Dil Se
Kaale Hain
In the forest of wishes, on the
bed of desires
The body is fresh and hearts are
pale!
Main Roop Ka Pujari Hoon Main
Lafz Ka Bhikari Hoon
Lekin Jahan Mein Basta Hoon Wahan Mandiron
Pe Taare Hain
I am worshipper of form and beggar
of words
But where I reside, starts dwell
on temples!
Kya Ishq Woh Nibhayen Gay Kya Husan Ko Sarahein Gay
Tareek Jinke Chehre Hain Muqaddaron Pe Jaalay Hain
Will they fulfill love and appreciate
beauty?
Those who have dark faces and
locks on destiny!
Dushmanon Se Kya Shikwa Kya
Gila Raqeebon Se
Yeh Saanp Aasteenon Mein Hum Ne Khud Hi Paale Hain
What shall I question my enemies
and rivals
I have nourished this deadly snake in my lap!!
Na Poch Parizaadon Say Ye
Hijar Kaise Jhela Hai
Yeh Tan Badan Toh Chhalni Hai Aur Rooh Par Bhi Chaalay Hain
Do not ask parizaadas, how this Separation
we bore
This body and flesh is torn apart,
this soul is bruised too!
Poet:- Hashim Nadeem
Comments
Post a Comment